Tags :: Mausam Hindi Movie official Trailer Download Free, Mausam Mobile Official Trailer Download Free, Mausam Official First Look, Mausam Trailer Ft. Shahid Kapoor and Sonam Kapoor Download
Singham - Maula Maula Lyrics, Singham - Maula Maula Mp3 Song And Video Song Free Download, Singham Movie Song ::
:: Details ::
Movie :Singham
Song Title :"Maula Maula"
Song Writer : Swanand Kirkire
Singer :Kunal Ganjawala, Richa Sharma
Music Composed By : Ajay-Atul
Music Label : T-Series
Directed By :Rohit Shetty
Star Cast :Ajay Devgan as Bajirao Singham, Kajal Aggarwal, Prakash Raj, Ashok Saraf, Sachin Khedekar
Movie Release Date:July 22, 2011.
Lyrics Of "Maula Maula" from Singham (2011) Hindi Movie ::
Roshan hai yeh zameen, aasmaan sab ishq ke dum se
Dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se
Khushiyon ke beshumar behisaab se sikke khanke
Dil ki ab har muraad ishq ke hi dum se ( Lyrics From : lyricspassion.blogspot.com )
Tu hai mera khuda, ab na hona juda
Kar de qaram ke dil yeh chain payega
Maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar
Hooo.. maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar
Ho.. sajde mein tere hi jhuk jaaun main sadaa
Teri hi baahon mein ho jaaun lapata
Chhayyan ho, dhoop ho rasta bhi ho naya
Humko ab kaisa dar sang jo hai tu chala
Ho.. ab tere sare hi gham hai mere
Ab meri khushiyan teri hai sada
Tu hai mera khuda, ab na hona juda
Kar de karam ke dil yeh chain paayega
Maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar
Ho.. maula maula re, shuar tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar
Roshan hai yeh zameen aasmaan sab, ishq ke dum se
Dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se
Ho khushiyon ke beshumaar behisaab se sikke khanke
Dil ki ab har muraad ishq ke hi dum se ( Lyrics From : lyricspassion.blogspot.com )
Ho tu hai mera khuda, ab na hona juda
Karde karam ke dil yeh chain paayega
Maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar
Hoo maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar